MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila khushiyon ki manzil dhundhi to ghum ki gard miliiiii khushiyon ki manzil dhundhi to ghum ki gard miliiiii chaahat ke naghme chaahe to aahen sard mili dil ke bojh ko doona kar gaya jo ghumkhwaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila bichhad gayaaaaa bichhad gayaa bichhad gaya har saathi de kar pal do pal ka saath kis ko fursat hai jo thaame deewanon ka haath hum ko apna saaya tak aksar bezaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila iss ko hi jeena kehte hain to yoon hi jee lengeeeeee iss ko hi jeena kehte hain to yoon hi jee lengeee uff naa karenge lab see lenge aansoo pee lenge ghum se ab ghabraana kaisa ghum sau baar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar
aaj hum ishq ka izhaar karein to kya ho jaan pehchaan se inkaar karein to kya ho bhari mehfil mein tumhein pyaar karein to kya ho koshishein aap ki bekaar karein to kya ho kehte darti ho dil mein marti ho jaaneman tum kamaal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho kehte darti ho dil mein marti ho jaaneman tum kamaal karti ho ho jaaneman tum kamaal karti ho aankhon aankhon mein muskuraati ho baaton baaton mein dil lubhaati ho narm saanson ki garm leharon se dil ke taaron ko gudgudati ho in sab baaton ka matlab puchhein to rang chehare ka laal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho chup bhi rahiye ye kya qayamat hai aap ki bhi ajeeb aadat hai itna hungama kis liye aakhir pyaar hai yaa koi museebat hai jab bhi miltey ho jaane tum kya kya ulte seedhe savaal karte ho jaaneman tum kamaal karte ho mastiyaan si fazaan pe chhaayin hain vaadiyaan rang mein nahaain hain narm sabz pe shokh phulon ne makhmali chhaadarien bichhaayin hain chhodo sharmaanaa aise mausam mein tabiyat
jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisa dil paaoge kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisa dil paaoge kahaan aaye hain door se milne hazoor se humko saja na do ji dil ke kasoor se aaye hain door se milne hazoor se humko saja na do ji dil ke kasoor se aadhi hai raat abhi baaki hai baat abhi chhodo na saath abhi baabu ji jaate ho kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisa dil paaoge kahaan dil tum pe vaar ke duniyaa ko haar ke baithe hain der se ji raste mein pyaar ke dil tum pe vaar ke duniyaa ko haar ke baithe hain der se ji raste mein pyaar ke thodi si chaah de do seene mein raah de do dil ko panaah de do baabu ji jaate ho kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisa dil paaoge kahaan milne ki aas hai jalwon ki pyaas hai sab hai tumhaare liye jo dil ke paas hai milne ki aas hai jalwon ki pyaas hai sab hai tumhaare liye jo dil ke paas hai yuun na nihaal karo dil na behaal karo kuchh to kayaal karo
jaayen to jaayen kahan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke o jaane waale o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke iss se to hai maut aasaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan aaaaa aaaaaa aaaaaaa seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen seene mein shole seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen har zazbaa hai veeraan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan
jab bhi jee chaahe nayee duniya basaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log jab bhi jee chaahe nayee duniya basaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log yaad rehta hai kisse guzzre zamaane ka chalan yaad rehta hai kisse sard pad jaati hai chaahat haar jaati hai lagan ab mohabbat bhi hai kya ek tijaarat ke siva hum hi nadaan thei jo odhaa beeti yaadon ka kafan varna jeene ke liye sab kuch bhula letein hain log varna jeene ke liye sab kuch bhula letein hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log jaane wo kya log thei jinko wafa ka paas tha jaane wo kya log thei doosre ke dil pe kya guzzregi ye ehsaas tha ab hain pathar ke sanam jinko ehsaas na ghum wo zamaana ab kahaan jo ahle dil ko raas tha ab to matlab ke liye naam e wafaa lete hain log ab to matlab ke liye naam e wafaa lete hain log jab bhi jee chaahe nayee duniya basaa lete hain
hooo ooooo ooooooooo hooo ooooo ooooooooo hooo hoooo hooooooo hooo oooo oooooooo ishq aur musq kade naa chhupde te chaahe lakh chhupaaiye oye ankhaan lakh jhukaa ke chaliye aye palla lakh bachaaiye ishq aur musq kade naa chhupde chaahe lakh chhupaaiye ankhaan lakh jhukaa ke chaliye palla lakh bachaaiye ishq hai sachche rabb di rehmat hooooooo oooooooooooo ishq hai sachche rabb di rehmat ishq te kyun sharmaaiye chadhde chand ne chadh ke rehna hoye chadhde chand ne chadh ke rehna kaanu parde paaiye kaanu parde paaiye jageyaa jageyaaa jageyaa kade ishq chhupan nahiyon lagayaa hoye jageyaa jageyaaa jageyaa kade ishq chhupan nahiyon lagayaa hooo hoo hooo hoo hooo hoo hooo hooo hoo hooo hoo aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa duniyaa di iss bheed de andar haan te duniyaa di iss bheed de andar je koi apnaa paaiye apne nuu khushkismat kahiye te rabb da shukar manaaiyeeeee duniyaa di iss bheed de andar je koi apnaa paaiye apne nuu khushkismat kahiye te rabb da shukar manaaiye dil
dukh aur sukh ke raaste bane hain sab ke waaste jo ghum se haar jaaoge to kiss tarah nibhaaoge khushi mile humen ke ghum khushi mile humen ke ghum jo hoga baanth lenge hum mujhe tum aazmaao to zara nazar milaao to zara nazar milaao to ye jism do sahi magar dilon mein faaslaa nahin jahaan mein aisa kaun hai ke jisko ghum mila nahin jahaan mein aisa kaun hai ke jisko ghum mila nahin tumhare pyaar ki kasam tumhara ghum hai mera ghum naa yun bhujhe bhujhe raho jo dil ki baat hai kaho jo mujh se bhi chhupaaoge jo mujh se bhi chhupaaoge to phir kise bataoge main koi gair to nahin dilaaun kiss tarah yakin dilaaun kiss tarah yakin ke tumse main juda nahin mujhse tum juda nahin tumse main juda nahin mujhse tum juda nahin tumse main juda nahin mujhse tum juda nahin tumse main juda nahin mujhse tum juda nahin
jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil jab bhi wo mujhse mila usne sataya mujhe mujhko bura to laga phir bhi wo bhaya mujhe jab bhi wo mujhse mila usne sataya mujhe mujhko bura to laga phir bhi wo bhaya mujhe jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil mujhko to jo bhi dekhe raahon mein aahen bhare mai kyu kisi pe marun mujhpe zamana mare jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil usko bhulaun kaise itna bata do mujhe uska irada kya hai kuchh to bata do mujhe usko bhulaun kaise itna bata do mujhe uska irada kya hai kuchh to bata do mujhe jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil
jeene do aur jiyo chadti jawaani ke din hain jeene do aur jiyo chadti jawaani ke din hain phir aisa samaan milega kahaan aaaa phir aisa samaan milega kahaan yahi zindagani ke din hain marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le ye hawaa ye fizaa kehti hai dhoomen macha le ye hawaa ye fizaa kehti hai dhoomen macha le koi phool chun koi khaab bun dil ka muqaddar jaga le marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le ye haseen zindagi hai ek raseela taraana ye haseen zindagi hai ek raseela taraana naa laa dil mein ghum o mere sanam ke hai ye khushi ka zamaana marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le ho marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka
jeene waale jhoom ke mastaana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee jeene waale jhoom ke mastaana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee achchha bura kya hai jaane bhi de nit naya jaadoo chhane bhi de jaa ke ye jawaani aani nahin dilon ko muraaden paane bhi de aaaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa haaa shokhi bhare husn ka nazraana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee jeene waale jhoom ke mastaana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee jeene ka mazaa le marta hai kyun thandi thandi aahen bharta hai kyun logon ki nighaahen kuchh bhi kahen kiye jaa khataayen dartaa hai kyun aaaa haaa haaa haaa oooo hooo hooo hooo hooo choome jise honth wo paimaana ho ke je aane waali subah se begaana ho ke jee jeene waale jhoom ke mastaana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee gini chuni saansen laaya hai tu jaane ko jahaan mein aaya hai tu donon ke liye hain ginti ke din main hoon parchhain saaya hai tu oooo hooo hooo hooo aaaa haaa
ta ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ho ho ta ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ho ho aa aa aa aa aa jeevan ke safar mein raahi milte hain bichhad jaane ko aur de jaaten hain yaaden tanhaayi mein tadpaane ko o hoooo o hooo o hoooo o hooo hmm hmm hmm hmm jeevan ke safar mein raahi milte hain bichhad jaane ko aur de jaaten hain yaaden tanhaayi mein tadpaane ko ye roop ki daulat waale kab sunte hain dil ke naale o o o o o o o o ye roop ki daulat waale kab sunte hain dil ke naale taqdeer na bas mein daale inke kisi deewane ko jeevan ke safar mein raahi milte hain bichhad jaane ko aur de jaaten hain yaaden tanhaayi mein tadpaane ko jo inki nazar se khele dukh paaye musibat jhele o o o o o o o o jo inki nazar se khele dukh paaye musibat jhele phirte hain ye sab albele dil leke mukar jaane ko jeevan ke safar mein raahi milte hain bichhad jaane ko aur de jaaten hain yaaden tanhaayi mein tadpaane ko dil leke dagaa deten hain ik rog laga deten hain o o o o o o o dil leke dagaa
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jhukti ghata gaati hawa sapne jagaaye nanha sa dil mera machal machal jaaye ohoooo ooooo jhukti ghata gaati hawa sapne jagaaye nanha sa dil mera machal machal jaaye ohoooo aa haa haa aa aa aa la la laaaa laaaa aaaaaa mehke huye behke huye mast nazaare nikhre huye bikhre huye rang ke dhaare mehke huye behke huye mast nazaare nikhre huye bikhre huye rang ke dhaare aaj gagan hoke magan humko bulaaye jhukti ghata gaati hawa sapne jagaaye nanha sa dil mera machal machal jaaye ohoooo ooooo jhukti ghata gaati hawa sapne jagaaye nanha sa dil mera machal machal jaaye ohoooo hmmmmm mmm mmmmm jawaan hai chhoti se qashti hawaaon ke rukh par aaa aaa nadi ke saaz ke aaa aaa mallah geet gaata hai aaa aaaaa tumhara jism har ik lehar ke jhatole se aaa aaa oh meri shareer nigahon mein jhool jaata hai aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaaa jism mera jaan bhi meri tere liye hai pyaar bhari duniya saji tere liye hai jism mera jaan bhi meri tere
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye kuche hmm hmm ghar dilkashi ke ye kuche ye neelaam ghar dilkashi ke ye lootte huye caarvan zindagi ke kahaan hain kahaan hain muhaafiz khudi ke jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain ye purpech galiyaan ye badnaam baazaar ye gumnaam raahi ye sikkon ki jhankaar ye ismat ke saude ye saudon pe taqraar jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain ye sadiyon se bekhauff sehmi si galiyaan ye masli huyi adkhili zard kaliyaan ye bikti huyi khokhali rang raliyaan jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo ujle darichon mein paayal ki chhan chhan thaki haari saanson pe table ki dhan dhan wo ujle darichon mein paayal ki chhan chhan thaki haari saanson pe table ki dhan dhan yeh beruh kamron mein khaansi ki than than jinhen naaz hai hind par woh kahaan hain kahaan hain kahaan hain kahaan hain ye phoolon ke gajre ye peekon ke chheente ye
aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa jise tu kubool kar le wo adaa kahaan se laaun tere dil ko jo lubhaa le wo sadaa kahaan se laaun jise tu kubool kar le main wo phool hoon ke jisko gaya har koi masal ke meri umr beh gayi hai mere aansuon mein dhal ke main wo phool hoon ke jisko gaya har koi masal ke meri umr beh gayi hai mere aansuon mein dhal ke jo bahaar ban ke barse wo ghataa kahaan se laaun tere dil ko jo lubhaa le wo sadaa kahaan se laaun jise tu kubool kar le tujhe aur ki tamanna mujhe teri aarzoo hai tere dil mein ghum hi ghum hai mere dil mein tu hi tu hai tujhe aur ki tamanna mujhe teri aarzoo hai tere dil mein ghum hi ghum hai mere dil mein tu hi tu hai jo dilon ko chain de de wo dawaa kahaan se laaun tere dil ko jo lubhaa le wo sadaa kahaan se laaun jise tu kubool kar le meri bebasi hai zaahir meri aahen beasar se kabhi maut bhi jo maangi to naa paayi uske darr se meri bebasi hai zaahir meri aahen beasar se kabhi maut bhi jo maangi to naa paayi uske darr se jo
phirte the jo bade hi sikander bane huye baithe hain unke darr pe kabootar bane huye jiss pyaar mein ye haal ho uss pyaar se tauba tauba uss pyaar se tauba jo bore kare yaar ko jo bore kare yaar ko uss yaar se tauba tauba uss yaar se tauba humne bhi ye socha tha kabhi pyaar karenge chhup chhup ke kisi shokh haseena pe marenge dekha jo azzizon ko mohabbat mein tadpate dil kehne laga hum to mohabbat se darenge inn nargisi aankhon ke chhupe waar se tauba tauba iss waar se tauba jo bore kare yaar ko jo bore kare yaar ko uss yaar se tauba tauba uss yaar se tauba tum jaiso ki nazren naa haseenon se ladengi gar lad bhi gayin apne hi kadmon pe gadengi bhoole se kisi shokh pe dil phenk naa dena bhoole se kisi shokh pe dil phenk naa dena jhad jaayenge sab baal wo bebaav padegi tum jaiso ko jo padti hai uss maar se tauba tauba uss maar se tauba jiss pyaar mein ye haal ho jiss pyaar mein ye haal ho uss pyaar se tauba tauba uss pyaar se tauba dil jinka jawaan hai wo sadaa ishq
jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai maro to aise ke jaise tumhara kuchh bhi nahin jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai jiyo to aise jiyo jahaan mein aa ke jahaan se khinche khinche na raho wo zindagi hi nahin jis mein aas bujh jaaye koi bhi pyaas dabaye se dab nahin sakti isi se chain milega ke pyaas bujh jaaye wo keh ke mudta hua zindagi ka dhaga hai jiyo to aise jiyo ye aasmaan ye zameen ye fiza ye nazzare ye aasmaan ye zameen ye fiza ye nazzare taras rahen hain tumhari meri nazar ke liye nazar chura ke har ik shai ko yun na thukraao koi shareek e safar dhoondh lo safar ke liye bahut kareeb se maine tumhen pukara hai jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai jiyo to aise jiyo
jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin jo baat tujh mein hai rangon mein tera aks dhala tu na dhal saki saanson ki aanch jism ki khushboo na dhal saki tujh mein tujh mein jo loch hai meri tahreer mein nahin tahreer mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin bejaan husn mein kahaan raftaar ki adaa inkaar ki adaa hai na ikraar ki adaa koi koi lachak bhee zulfein girahagir mein nahin girahagir mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin duniya mein koi cheez nahin hai teri tarah phir ek baar saamne aaja kisi tarah kya aur kya aur ik jhalak meri taqdeer mein nahin taqdeer mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin jo baat tujh mein hai
ho kabhi kasmein na todein use jite ji na chhodein jo ho yaar apna ho chaahe roke duniya saari uspe kar de sab kuch vaari jo ho yaar apna ho kabhi kasmein na todein use jite ji na chhodein jo ho yaar apna yaar jisko bhi keh de zubaan se mol uska chukaeye dil jaan se ho yaar jisko bhi keh de zubaan se mol uska chukaeye dil jaan se ho haath rahe chaahe toote baanh usski na chhoote jo ho yaar apna ho chaahe roke duniya saari uspe kar de sab kuch vaari jo ho yaar apna dukh yaar se mile to sukh jaaniye yaar kahiye jisse usse rab maniye dukh yaar se mile to sukh jaaniye yaar kahiye jisse usse rab maniye ho ghaav kitne bhi sehiye burra usko na kahiye jo ho yaar apna ho kabhi kasmein na todein use jite ji na chhodein jo ho yaar apna bair pad jaaye chaahe jahan se ho yaari yaar ki nibhayen sada shaan se bair pad jaaye chaahe jahan se yaari yaar ki nibhayen sada shaan se ho jaan rahe chaahe jaaye aanch uspe na aaye jo ho yaar apna ho kabhi kasmein na todein use jite ji na
aahaa hmm hmm lala la la la aahaa hmm hmm lala la la la dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaa dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaa jo tum muskuraa do hmm hmm jo tum muskuraa do sanwar jaaye hum beqaraaron ki duniyaa sanwar jaaye hum beqaraaron ki duniyaa jo tum muskuraa do hmm hmm jo tum muskuraa do aahaa hmm hmm lala la la la aahaa hmm hmm lala la la la jo tum muskuraa do bahaaren hanse sitaaron ki ujali qataaren hanse aaaaa jo tum muskuraa do nazaare hanse jawaan dhadkanon ke ishaare hanse jawaan dhadkanon ke ishaare hanse dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaa sanwar jaaye hum beqaraaron ki duniyaa jo tum muskuraa do hmm hmm jo tum muskuraa do aahaa hmm hmm lala la la la aahaa hmm hmm lala la la la hawaa mein ye khushboo ki angdaaiyaan ye aankhon pe zulfon ki parchhaiyaan aaaaaaa ye masti ke dhaare ubalte huye ye seenon mein toofan machalte huye ye seenon mein toofan machalte huye dhadakne lage dil ke taaron ki duniyaa sanwar jaaye hum beqaraaron ki duniyaa
jo wada kiya wo nibhana padega roke zamaana chaahe roke khudayi tumko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega tarasti nigaahon ne aawaaz di hai muhabbat ki raahon ne aawaaz di hai aa aa aa aa aa aa aa aa jaane hayaa jaane adaa chhodo tarsaana tumko aana padega jo waada kiya wo nibhaana padega ye mana humen jaan se jaana padega par ye samjh lo tumne jab bhi pukaara humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega hum apni wafaa pe na ilzaam lenge tumhen dil diya hai tumhen jaan bhi denge aa aa aa aa aa aa aa aa jab ishq ka sauda kiya phir kya ghabrana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega chamkete hain jab tak ye chaand aur taare na tootenge ab aehdo paimaan humare aa aa aa aa aa aa aa aa ik dusraa jab de sadaa ho ke deewana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega nibhana padega
    Songs Title Film/Album Song Number
Jaane Wo Kaise Log The Pyaasa (1957) 14000
Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho Trishul (1978) 20620
Jaate Ho To Jaao Par Milap (1955) 32257
Jaayen To Jaayen Kahan Taxi Driver (1954) 12151
Jab Bhi Jee Chahe Daag (1973) 20625
Jageyaa Jageyaa Kaala Patthar (1979) 13478
Jahaan Mein Aisa Kaun Hum Dono (1961) 13347
Jane Kyun Bar Bar Mera Dil Paisa Ya Pyar (1969) 32750
Jeene Do Aur Jiyo Taxi Driver (1954) 14331
Jeene Waale Jhoom Ke Vaasna (1968) 14391
Jeevan Ke Safar Mein Raahi Munimji (1955) 20668
Jhukti Ghata Gaati Hawa Dhool Ka Phool (1959) 32319
Jinhen Naaz Hai Pyaasa (1957) 14002
Jise Tu Kubool Kar Le Devdas (1955) 13063
Jiss Pyaar Mein Ye Haal Phir Subha Hogi (1958) 13954
Jiyo To Aise Jiyo Bahu Beti (1965) 12802
Jo Baat Tujh Mein Hai Taj Mahal (1963) 14311
Jo Ho Yaar Apna Trishul (1978) 14357
Jo Tum Muskura Do (Dhadakne Lage) Dhool Ka Phool (1959) 13085
Jo Waada Kiya Wo Nibhana Padega Taj Mahal (1963) 20690